Teri Yaadein Lyrics By Stebin Ben

Teri Yaadein Song Info

  • Singer – Stebin Ben
  • Lyricist – Kumaar
  • Music – Sunny Inder
  • Director – Ranju Varghese
  • Cast – Stebin Ben, Jasmin Bhasin
  • Director Of Photography – Shinda Singh
  • Music Label – Zee Music Company

Teri Yaadein Song LyricsTeri Yaadein (Official Music Video) | @HotFixMusic & @Pextyle |  @TikdiRecords - YouTube

Dil laga karke dil ganwa baitha
Tujhko apna main bana baitha

Haan dil laga karke dil ganwa baitha
Tujhko apna main bana baitha
Door reh ke bhi tera hoon
Door reh ke bhi tera hoon

Kisi aur ka
Kisi aur ka hone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Tera asar hai tujhpe nazar hai
Tera asar hai tujhpe nazar hai
Teri wajah se hi to khud ki khabar hai

Kabhi main na raha tanha
Yehi kehta hai har lamha
Door reh ke bhi tera hoon
Door reh ke bhi tera hoon

Mujhe raaton ko
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Ho main dekhta hoon aaina
Tu aati hai mujhme nazar
Tere sath hai saari manzilein
Tere sath hai har ik safar

Tere ishq mein hoon main bana
Tere ishq mein hoon main fanaa
Meri dhadkanein tu gar sune
Tera naam hai leti

Kisi aur ka
Kisi aur ka hone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Written by – Kumaar

Read More – Collar Lyrics By Jenny Johal