“Sanam Aa Gaya” SONG INFO
Song Title | Sanam Aa Gaya |
Singer | Payal Dev, Stebin Ben |
Lyrics | Kunaal Vermaa |
Music | Aditya Dev |
Music Label | DRJ Records |
“Sanam Aa Gaya” SONG INFO
Kya kahe hum tumhe kitne betaab hai
Aa rahe ab nazar aap hi aap hai
Jin nigahon mein kal neend bhi thi nahi
Aaj un aankhon mein khwaab hi khwaab hai
Aake teri baahon mein
Har dard muskura gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya
Paas aa gaye hai tere door na raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya
Isi shaam ka hamein kab se intezaar tha
Fasalon mein kam nahi hua mera pyaar tha
Dil se chahe puchh ke dekh lena baat yeh
Humein malum tha humein aitbaar tha
Pass aa gaye dono door na raha gaya
Chahat ka mausam aa gaya
Tu dar pe jo sanam aa gaya
Written By: Kunaal Vermaa
Read More: Check it out By Saheb Ghattaura