Raat Din

Raat Din Song Info

  • Singer – Ali Zafar, Danny Zee
  • Lyricist – Saeed Qureshi, Ali Zafar, Danyal Zafar
  • Music – Ali ZafarDanyal Zafar
  • Director – Ali Zafar
  • Music Label – Ali ZafarRAAT DIN | Ali Zafar

Raat Din Lyrics By Ali Zafar

Raat din tere hi khayaalon mein
Uljha raha main teri hi yaadon mein
Raat din tere hi khayaalon mein
Bhatka raha main teri hi yaadon mein

Raat din

Kya hai khatta meri bata
Mujhse tu kyun hui door is tarah
Saansein meri ab chalti nahi
Tere bin meri jaan, jaan

Raat din tere hi khayaalon mein
Uljha raha main teri hi yaadon mein
Raat din tere hi khayaalon mein
Bhatka raha main teri hi yaadon mein

Callin’
Quarter past 3, bet she ballin’
I know you got sides but you my main girl
Switchin’ fast lanes trynna swerve my world
Know you got friends but they don’t care much
Saw your new man I bet he’d cut you on the curb
Quarter million bands? He ain’t makin’ much
Tell me he ain’t makin love to you

Milke bhi tujh se hain kyun dooriyan
Paas aake bhi kitni majbooriyan
Jitna mere dil mein tha ro liya
Tujh se mila to tera ho gaya

Jaane phir kyun mujh se tu khafa
Samjha nahi hui kyun bewafa
Raat din tere hi khayaalon mein
Bhatka raha main teri hi yaadon mein
Raat din tere hi khayaalon mein
Uljha raha main teri hi yaadon mein

Written bySaeed QureshiAli Zafar, and Danyal Zafar

Read More – Barbie Doll Lyrics by Shivjot