jaikal mahakal
Img Src - youtube.com

Jaikal Mahakal – Song Info

 

Singer Amit Trivedi, Suhas Sawant
Album Goodbye
Lyricist Swanand Kirkire
Music Amit Trivedi
Director Vikas Bahl
Cast Amitabh Bachchan, Rashmika Mandanna, Neena Gupta
Music Label Zee Music Company

Jaikal Mahakal – song Lyrics

 

jaikal mahakal
Img Src – youtube.com

 

 

Mrityunjayaya rudraya
Neelakanthaya shambhave
Amriteshaya sharwaya
Mahadevayate namaha

Mrityunjaya maharudra
Trahimaam sharnaagatam
Janma mrityu jara vyaadhi
Mucchate karma bandhane

Jaikal mahakal vikraal shambho
Jeevan ho ya mrityu dono hi tum ho
Janmon janmantar ki ladiyan yeh kadiyan
Har yoni har jeevan rakhwal tum ho

Jaikal mahakal jaikal mahakal
Jaikal mahakal jaikal mahakal

Shrishti ke sanchalak mahapran tum ho
Tum hi sukh tum hi dukh nirvan tum ho
Sooraj se tejaswi sagar se nirmal
Chanda bhi taare bhi bhramand tum ho
Jaikal mahakal jaikal mahakal

Jeevan ki naiya tum patvaar tum ho
Is paar us paar majhdhar tum ho
Kan kan yeh har kshan yeh tumse bana hai
Goonje jo ghat bheetar omkaar tum ho

Jaikal mahakal jaikal mahakal
Ho jaikal mahakal jaikal mahakal

Himalaya ke sar ka shringar tum ho
Ganga ki paavan si ek dhaar tum ho
Dum dum dum dumroo ka ek naad tum ho
Shankho ke hridayon ki hunkaar tum ho
Jaikal mahakal jaikal mahakal

Jaikal mahakal kirpal sambho
Trilok vyaape hai tere charan ho
Teri kripa ho to jeevan prakat ho
Tere hi kop se shrishti bhasm ho
Jaikal mahakal jaikal mahakal

Jeevan ka mrityu ka khela rachaya
Ik laaya duniya mein ik bhijwaya
Insaan bechare ne aansu bahaya
Tera yeh khela samajh hi na paaya
Tera yeh khela samajh hi na paaya

Soche ki apna koyi khoya ganvaya
Jo tera tha wo jaakar tujhme samaya
Jo tera tha wo jaakar tujhme samaya

Tera tha wo jaakar tujhmein samaya
Tera tha wo jaakar tujhmein samaya

Written bySwanand Kirkire

 

You May ALso Like – The Hic Song by Sharvi Yadav