Chaand Song Info
- Singer – Lakhwinder Wadali
- Lyricist – Devendra Kafir
- Music – Vikram Nagi
- Director – Director Jot
- Cast – Sonia Mann
- Director Of Photography – Preet Bhatti
- Music Label – Zee Music Company
Chaand Lyrics By Lakhwinder Wadali
Chaand baitha hua hai mere saamne
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Tera chehra, tera chehra
Tera chehra ibaadat hai ek pyaar ki
Rab ke haathon likhi tu koyi baat hai
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Tumko lagta hai tum ho sanwarte magar
Aaina hai sanwarta tumhein dekh kar
Tumko lagta hai tum ho sanwarte magar
Aaina hai sanwarta tumhein dekh kar
Chalte firte, chalte firte
Chalte firte yun hi tum nahi mil gaye
Sau janam ki duaon ki saugaat hai
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Dekhta hoon main jab aasman ki taraf
Woh raqeebon ke jaise hai takta mujhe
Dekhta hoon main jab aasman ki taraf
Woh raqeebon ke jaise hai takta mujhe
Laakh baatein, laakh baatein
Laakh baatein ho achhi kanhaiya mein par
Radha rani mein bhi to koyi baat hai
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Chaand baitha hua hai mere saamne
Mere ghar mein huyi chandni raat hai
Written by – Devendra Kafir
You may also like – Dil Disco Karein Lyrics by Himesh Reshammiya